Statistics

Stop lyrics learn Statistics in easy language .


Statistics

Meaning Of  Statistics



The meaning of statistics is 'science related to numbers ,' So as a subject 'statistics' is the branch of knowledge which is related to numerical facts. The word 'statistics' seems to have been derived from the Latin word 'Status' or the Italian word 'Statista ' or the German word 'statistic ' or the French word 'Statistique' , each of which means a Political state , As the king or the government had to collect diverse data related to population , employees  , army , income- expenditure , etc ., the subject of statistics started in the form of a science  of statecraft. Hence, in early  times  statistics was considered any sort of facts numerical or otherwise which reflected the conditions and prospects of society  or state. But afterwards, its meaning changed and it was considered as method or methods of dealing with numerical facts. 

Statistics Research


samanya arth me research athwa Statistics Research shabd se aashay gyan ki khoj se hai atah Statistics Research athwa Research ka arth Statistics vidhiyon ki sahayta se gyab ki khoj karna hai . Statistics Research dwara wahi gyan prapt kiya ja sakta hail jisse sankhya me vyakt karna sambhaw ho . atah Statistics Research se aashay kisi vyakti athwa sanstha dwara ki ki gayi eshi janch se hai jisme aawashyak jankari shabdon ki apeksha sankhyaon me sankalit ki jay . Statistics Research ka aadhar samank hote hain . samankon ka vaigyanik evam vyavasthit dhang se sankalan karna , vibhinn sankhykiye vidhiyon se ybka vishleshab katb ke kisi samasya ke samadhan hetu unka nirwachan karna hi Research kahlata hai . 
     
Statistics Research vishesh udeshye athva samanya udeshya ki purti ke liye ho sakta hai samanya udeshya ki purti ke liye kiye gaye Statistic Research dwara sankalit samankin ka upyog anek prakar ki samasyaon ka samadhan karne me ho sakta hai . samanya udeshya ke liye sankalit samankon ke madhyam se kisi vishisthya samasya ka uttar aawashyak rup se prapt ho, esa nahin. samanya udeshta Research me hi ve samank sankalit kiye jate hain jo samasya vishesh ke vishlesha ke liye aawashya hote hain . 
         
Statistics Research ek takniki karya hai hiske liye vishishth  gyan  evam kaushal ki awashyakta hoti hai .jan i grifik ke shabdo me Statistics Research ke liye sankhiye me sadev paryapt cyavhar caturya , vishay samigri kshetra ka gahra vistrit gyan tatha vyavharik kathinayiyon paar kabu pane ke liye  paryapt yogyata apekshit hote hai . sankhikya anusandga ek vyapak parakriya hai , jise uske smayojan se lekar antim prativedan taiyar karne tak anek krya staro se gujarna padta hai .........





Post a Comment

0 Comments